Advertisement

घाव पर नमक छिड़कना मुहावरे का अर्थ वाक्य प्रयोग Ghav par namak chhidkna Muhavara

Ghav par namak Chhidkna मुहावरे का हिंदी में अर्थ meaning in Hindi

मुहावरा – घाव पर नमक छिड़कना
मुहावरे का हिंदी में अर्थ – दुःख में दुःख देना

घाव पर नमक छिड़कना मुहावरे का हिंदी में वाक्य प्रयोग –

वाक्य प्रयोग – राम वैसे ही दुखी है, तुम उसे परेशान करके घाव पर नमक छिड़क रहे हो।
वाक्य प्रयोग – एक तो कैकेयी ने दशरथ से राम का राज्य छीन लिया और राम के लिए चौदह वर्ष का वनवास जाने का वचन लेकर दशरथ के घाव पर नमक छिड़क दिया।
वाक्य प्रयोग – एक तो रमा के पति की मृत्यु हो गई, ऊपर से उसकी सास उसे ताने देकर उसके घाव पर नमक छिड़कती रहती है।
वाक्य प्रयोग – अनिल व्यापार में घाटा होने की वजह से पहले ही दुखी था उस पर अपनी पत्नी के ताने सुनना घाव पर नमक के सामान थे।

Advertisement

Muhavara – Ghav par namak Chhidkna
Muhavare ka Hindi mein Arth – Dukh mein dukh dena

Ghav par namak Chhidkna Muhavare ka Hindi mein vakya Prayog –

vakya Prayog – Ram vaise hi dukhi hai, tum use pareshan karke ghav par namak Chhidak rahe ho
vakya Prayog – Ek to kaekyi ne dashrath se ram ka rajye cheen liya aur ram ke liye chodeh varsh ka vanvas jaane ka vachan lekar dashrath ke ghav par namak Chhidak diya
vakya Prayog – Ek to rama ke pati ki marityu ho gai, oopar se uski saas use taane dekar uske ghav par namak Chhidakti rehati hai
vakya Prayog – Anil vyapar mein ghaata hone ki vajeh se pehle hi dukhi tha us par apni patni ke taane sunana ghav par namak chhidakne ke saman the

Advertisement

Meaning of Hindi Idiom Ghav par namak Chhidkna in English:

घाव पर नमक छिड़कना मुहावरे का हिंदी में अर्थ एवं वाक्य प्रयोग

यहाँ पर हमने इस मुहावरे के बारे में निम्न बातें समझाई हैं:
घाव पर नमक छिड़कना वाक्य,
घाव पर नमक छिड़कना मुहावरे का अर्थ,
घाव पर नमक छिड़कना का अर्थ,
Ghav par namak Chhidkna sentence,
Ghav par namak Chhidkna meaning,
Ghav par namak Chhidkna vakya prayog in hindi,
Ghav par namak Chhidkna sentence in hindi,

25 लेटेस्ट मुहावरों का हिन्दी में अर्थ और वाक्य प्रयोग

Advertisement
Advertisement

Leave a Reply